wo hawa kuch ruk si gayi hai...
ye hasi kuch dab si gayi hai..
sannata chaya hai har jagah..
aawaj jaise mar si gayi hai..
ankhe sookh gayi hai ya baadh aane waali hai..
duniyan achanak badal si gayi hai..
toofan aane wala hai ye aakar rahega..
jo an-chaha hai use bahakar rahega..
fir hasi laut ke ayegi aur Aawaj gungunayegi..
tab jakar meri kavita khatam ho jayegi.
Monday, March 23, 2009
Subscribe to:
Posts (Atom)