Friday, November 23, 2007

In hawaon me kya hai.....


in hawaon me sur hain aawaj hai..?!! suno to... madhur dhwani hai...
tum kya ho? ye hawayein tumhe batayengi... RIMI kisse milkar bani hai..
udo jo kabhi hawon ke saath... le jayengi wo pariyon ke pass...
ik pyaari si kahani ki tarah.... jo humse milkar bani hai...
mahsoosh karo... hawaon ko... chupe hain inme raaz....
worna yunhi nahi megho ki ye..... sakhi hai....

-Vinay