dil darta hai, man ghabra jata hai..
nikalte hain ek hi kasti me wo dono...
na jaane kinara kyun alag ho jata hai...
na jaane kinara kyun alag ho jata hai...
wo suhane lamhe bhoolte nahi hain..
samay aksar dil ko yun chookar nikal jata hai..
samay aksar dil ko yun chookar nikal jata hai..
khwaish to khwaish reh jaati hai...
pal bhar me nazara badal jata hai...
pal bhar me nazara badal jata hai...
aankhe bheegti hain kuch is tarah...
rokne me inko wokt nikal jata hai....
sochta hai yaade hi kaffi hai uske liye..
adoori ek aasha me wo jiye chala jata hai..
-vinay
rokne me inko wokt nikal jata hai....
sochta hai yaade hi kaffi hai uske liye..
adoori ek aasha me wo jiye chala jata hai..
-vinay